Mardana Kamzori Ka Rohani Ilaj

Mardana Kamzori Ka Rohani Ilaj 5/5 (12)

Mardana Kamzori Ka Rohani Ilaj

Mardana Kamzori Ka Rohani Ilaj, Samaaj aur Duniya ka Mardon se ek khaas darje ki umeed rahi hain. Yeh manaa jata hain, ki Khuda na pahele Adam ko banaya, phir Hawa ko. Samaaj me tab se Adam par duniya ko aage badhane ki zimmedari di gayi hain. Halaki Hawa naye vansh ko janm degi par use Hamela banana ki zimma Adam ka hota hain.

Inn sabke chalet Samaaj ne Aadmi ki Mardaangi ko ek bahut badha mudda banaa diya hain. Insaan shaksiyat se kitna bhi accha ho, agar who sex ke maamle me kamzor nikle toh uss par namard ka label lagaa diya jaata hain.

Mardana Kamzori Ka Rohani Ilaj

Mardana Kamzori Ka Rohani Ilaj

Agar aapke saath bhi aisa kuchh hua hain, toh aapko pareshaan hone ki jarurat nahii. Islam aur Quran me iska ilaj diya gaya hain. Mardana kamzori ka rohani ilaj mumkin hain. Iske liye aapko kuchh niyamon ka palan karna hoga. Par uske baad, aap na sirf apni mashooka ya begam ko aisi Khushi de payenge, ki who aap ka naam lete nahii thakegi.

Mardana kamzori ka rohani ilaj ka istemaal karne se, aap na sirf apni namardi ka ilaaj kar payenge par saath hi saath, aapme ek nayii lehar aur josh bhi ubhar ke aayega. Agar aapke jehan me koi soch ya dar ghar kar gaya hain, woh bhi door ho jayega.

Mardana banjh pan ka rohani ilaj

Ye bahut jaroor hai ki aap apni namardi ko ilaaj karein. Miya-biwi ke rishte me jab tak mubasharat teek se anjaam na ho, tab tak rishte me koi na koi kalal rahegi. Ho sakta hain ki aapki begam khul ke bol na payein.

Magar unke badalte tevar se aap andaza lagaa sakte ho ki unhe kiss baat ki shikayat hain. Isiliye yeh jaroori hain ki aap mardana banjh pan ka rohani ilaj ka istemaal karein. Iss se naa sirf aap apni begam ko Khushi de payenge, iske alawa apni shadi shuda zindagi ko khushaal banaa payenge.

Mard ki zimmedari sirf ghar chalana nahii hota. Ek parivar ka sartaj hone ke alawa, parivaar ke logon ka sukh dukh door karna bhi uski haathon me hain. Aur miya-biwi k rishta tab tak majboot nahii hota, jab tak unke apne bacche nahii hote. Isske liye aap hi ko khoshish karni hogi.

Mardana banjh pan ka rohani ilaj karne se aap apne aap me ke ek nayi lehar dekhenge. Aap me phurti aa jayegi aur aap apne biwi ko khush rakh payenge. Aulaad ke aa jaane se ghar me raunak bhi bani rehti hai aur chehal-pehal bhi.

Iss Khushi me miya-biwi ek doosre ke aur khareeb ho jaate hain. Sahi mahine me shaadi muqammal tab hi samji jaati hain, jab aulaad janam leti hain. Tab miya-biwi ke beech jo taar judthe hain, woh umar bar ke liye hota hain.

MARDANA KAMZORI KA ROHANI ILAJ KA UPAYOG KAISE KAREN

Din ka koi bhi ek waqt tai kar le aur roz ussi waqt is dua ko adaa karein. Iss dua ka binaa chukke 27 dinon tak karna hain.

  • dua shuru karne se pahele, wuzu karna jaroori hain.
  • Sabse pahele, Durood-e-Shareef ko 3 baar padhein.
  • Phir do ubale ande lein.
  • Phir niche diye hue mardana kamzori ka rohani ilaj dua ko padh kar ek ande par phoonk maaren –

wassamaa banaina ha bi aydinw wa inna lamoosioon

  • Uske baa diss dusre mardana kamzori ka rohani ilaj dua ko padhein aur dusre ande par phoonk maaren.

vaal arada pharanaashaaha phaaneeamal mahidoon

  • Phir 3 baar aur Durood-e-shareef padhein.
  • Isake alawa, Shahad aur Khajoor ke phal ko ek gilaas garam doodh me milla lijiye.
  • Ab 111 baar “Ya Shaafi” padhein aur doodh ke is gilaas par phoonk maaren.

Dua karne ke baad, roz yeh ande aur dhood ka sevan karna chaahie. Aksar Mard apni namardangi ko lekar sharminda ho jaate hai. Magar assal me iss baat ko lekar sharminda hone ki koi jaroorat hi nahi.

Mardana taqat ka rohani ilaj

Kyunki iss marz ka ilaaj mumkin hain. Agar aap sahii tareeqe se mardana taqat ka rohani ilaj ko anjaam de, toh aa apni koyi hui mardaangi ko dobara paa sakte hain.

Jarurat padhne par aap masjid me jaa kar Maulvi se salah mashwara karr sakte hain. Maulvi ji aapko aapki jarurat ke hisaab se mardana taqat ka rohani ilaj ke aur bhi tareeke bataa sakte hain.

Maulvi ji ke salah ke hisaab se aap apni sevan aur adatein badal denge to jaldi asar dhikne lag jayega. Kuch buri aadatein bhi namardangi ki wajah bann sakti hain. Jaise cigarette, daru ya ghutka  jaisi nasheeli cheezon ki aadatein.

Ek aur tareeka hain iss mardana taqat ka rohani ilaj, ko adaa karne ka. Kissi bhi jaane mane Islami Najoomi se milkar aap apne masla ko hall puch sakte hain. Islami Najoomi (Astrologer) aapko Taveez bhi de sakte hain.

Islami Najoomi ke paas mardana taqat ka rohani ilaj ke liye bhi Taveez maujood hota hain. Isse pehan kar aap apni mushkilon ka hal nikaal sakte hain. Aapki shaadi shuda zindagi me khushiyon ki lehar aa jayegi. Aur aapki namardangi ka masla bhi hal ho jayega.

Dua To Cure Infertility

Please Vote this